Aye saala Abhi abhi hua yakin Ki aag hai mujhme kahin Hui subah main jal gaya Suraj ko main nigal gaya Roobaroo roshni Roobaroo roshni hey Jo gumshuda sa khwaab tha Woh mil gaya woh khil gaya Woh loha tha pighal gaya Khincha khincha machal gaya Sitar mein badal gaya Roobaroo roshni Roobaroo roshni hey Dhuan chata khula gagan mera Nayi dagar naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Dhuan chata khula gagan mera Nayi dagar naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Aandhiyon se jhagad rahi hai lau meri Ab mashaalon si badh rahi hai lau meri Naam-o-nishan rahe na rahe Yeh karvaan rahe na rahe Ujaale main pee gaya Roshan hua jee gaya Kyon sehte rahein Roobaroo roshni Roobaroo roshni hey Dhuan chata khula gagan mera Nayi dagar naya safar mera Jo ban sake tu humsafar mera Nazar mila zara Roobaroo roshni Roobaroo roshni hey Aye saala Aye saala Aye saala